Saturday, October 5, 2013

Poetry Sad in Urdu SMS in Urdu Pics by Wasi Shah Wallpapers About Love on Facebook in English

Poetry Sad Biography

Source(Gogle.com.pk)
Habib jalib is one of the Pioneer Urdu poets. He was born on 24 March 1928 in a village near Hoshiarpur, India. He transmigrated to Pakistan after the partition of India and worked as a reader for Daily Imroze of Karachi.

He was a liberal writer and soon started to catch the consultation with his keen practice of poetry. He wrote in plain language, adopted a simple style and addressed common people and issues. But the condemnation behind his words, the music of his voice and his emotional energy coped with the sensibility of the socio-political circumstance is what invoked the audience.

Donpk.com is sharing Habib Jalib Best Poetry Collection, Habib jalib shayari, habib jalib love Poetry, habib jalib Sad Poetry and much more……..

Habib Jalib Best Poetry Collection on DONPK.COM

Wo Bi Khayif Nahi Takhta-e Dar Se
Mai Bi Mansoor Hoon Keh Do Aghayar Se
Kun Darate Ho Zindan Ki Deewar Se
Zulm Ki Baat Ku Jahl Ki Raat Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta

Tum Ne Loota Hai Sadyon Hmara Sukoon
Ab Na Ham Par Chale Ga Tumhara Fasoon
Chara Gar Main Tumhain Kis Tarah Se Kahon
Main Nahi Manta Main Nahi Janta

Deep Jis Ka Mahlaat Main Hi Jale
Chand Logo Ki Khushiyon Ko Le Kar Chale
Wo Jo Saye Main Har Maslihat Ke Play

Aese Dastoor Ko Subah-e Be Noor Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta

Kahin aah ban ke lab per tera naam aa na jaye,
Tujhe bewafa kahoon mein, woh maqaam aa na jaye,

Jisey sun ke toot jaye mera aarzu bhara dil,
Teri anjuman se mujh ko woh peyaam aa na jaye,

Woh jo manzilon per laa kar kisi hamsafar ko lootain,
Unhi rehzanon mein tera kahin naam aa na jaye,

Isi fikr mein hain ghalat yeh nizaam ke bandey,
Jo tamaam zindagi hai woh nizaam aa na jaye..

Yeh aur baat teri gali main na ayen hum,
Lekin yeh kya ke tera sheher chorr jayen hum,

Muddat huyi hai kuye bataan ki taraf gaye,
Awaargi se dil ko kahan tak bachaayen hum,

Be’noor ho chuki hai bohat sheher ki fizaa,
Tareek raston par kahin kho na jayen hum,

Us ke baghair aaj bohat jee udaas hai,
Jaalib chalo kahin se usey dhoond ke layen hum..Ahmad Faraz Pakistan ke shahar Kohat mai paida huye. walid ka naam Syed Muhammad Shah Barq aur bhaii ka naam Syed Masood Kausar hai. aik dafa Eid per jab Farz ke walid saheb ne on ke liye eid Eid clothes khareeda tu onhai pasand nahi aaya. jab keh onhai woh clothes pasand tha jo keh on ke walid saheb ne on ke bhaii ke liye khareeda tha. iss waqia ko onho ne shairi mai bayan ki, jo keh on ki pehli sad shayari thii

    Laye hain sab ke liye kapre sale se

    Laye hain hamare liye kambal jail se

Ahmed Faraz kehtay hai keh woh mathematics aur geography mai kamzor thay balkeh abhi bhi woh map aur road ko yaad nahi rakh paatay. lehaza onho ne apne waldain ko kaha keh woh apne aik friend se mathematics padhna chahtay hai.

Ahmad Faraz ka taluq Kohat ki muaz'ziz family se tha. baad mai woh apni poori family ke saath Peshawar chalay gaye. Edward College Peshawar se taleem hasil ki aur phir Peshawar University se Urdu mai Masters kya. College ke zamanay mai woh Faiz Ahmad Faiz aur Ali Sardar Jafri se kafi mutaa'sir thay aur wo Ahmad Faraz ke role model thay.
.                                                                                                                             .
Sad Urdu Poetry by Ahmed Faraz
Sab Qarenay usi dildar kay rakh dety hain,
ham ghazal main bhi hunar yaar k rakh dety hain,

Shayad aa jayen kabhi chashm e kharidar main ham,
jan o dil baich k bazar main rakh dety hain,

Zikr e janaan main yeh duniya ko kahan le aye,
log kiun mas’alay baykaar kay rakh dety hain,

Zindagi teri amanat ha magar kya keejay,
Log yeh bojh bhi thak har k rakh dety hain,

Ham to chahat main bhi Ghalib k Mukallid hain faraz,
Jis pe marty hain usay maar kay rakh dety hain,

No comments:

Post a Comment